Main , Meri Family Aur Mera Gaon (Part -02)
09-05-2016, 11:54 AM,
#93
RE: Main , Meri Family Aur Mera Gaon (Part -02)
Ham rohan ke sath ghar aa gaye.

Main ne gate khat khataya.Gate bua ne khola ham sab undar aa gaye.aur sofe par baite gaya.

bua-ye khon hai.

sweta didi bolne hi vali thi ki main bich me bol pada

Avi-ye rohan hai. sweta didi ka boyfriend ,yaha sweta didi se milne aaya tha par bike kharab ho gayi .ab vapas nahi ja sakta .is liye sweta didi rohan ko yaha lekar aayi hai. sweta didi aur rohan ek dusare ko pyar karte hai.

main ne ek bar me puri bat bata di. sweta didi,rohan ,sital sab shocked hokar mere taraf dekne lage.

Sab meri bat sunkar shocked ho gaye. Kisi ne bhi ye nahi socha tha ki main pooja bua ko sweta didi aur rohan ke bareme bata dunga.

Sweta didi meri bat sunkar shocked ho gayi thi, vahi pooja bua ke chehare pe guass zalak raha tha.

pooja bua guasse se sweta didi ki taraf dekne lagi. kisi ko kuch samaj me nahi aa raha tha ki wo kya kare aur kya bole.

Pooja bua-guasse se ,sweta ,sital tum dono apne kamare jav.

Sweta-mummy...

Pooja bua-main ne kaha na ki undar jav to undar jav.

Sweta didi aur sital apne kamre me chali gayi.ab hall me main ,raj ,rohan aur bua rah gayi.

Pooja bua-Avi tum sach bol rahe ho.

Avi-haa,rohan aur sweta didi ek dusare se pyar karate hai.

bua rohan ko - tum abi tak baite ho. nikalo mere ghar se.

Rohan pooja bua ki bat sunkar dar gaya. Aur bahar jane ke liye khada ho gaya.

Avi-rohan baito ,kaha ja rahe ho,main bua se bat karta hu.

rohan-rohan ko kuch samaj me nahi aa raha tha. usne sirf haa me apni gardan hila di.aur sofe par baite gaya.

Avi-raj tum rohan ko pani do main tab tak bua se bat karata hu.

main bua ko lekar bua ke kamre me aa gaya.

pooja bua-ye sab kya hai. use nikaalo mere ghar se

Avi-pahale meri bat to sun lo pir aap jaisa kahnegi vaisa hi hoga.

pooja bua-kaho kya kahana chahate ho

Avi-sweta didi aur rohan shadi karna chahate hai.

rohan acha ladka hai.dono ek dusare ko pasand karte hai. Sweta didi sirf rohan ke sath khush rah sakati hai.

Aapko pata hai rohan yaha kyu aaya hai. Ham ne didi ka accident hua hai ye kah kar ham ne use vaha bulaya hai . deko kitni jaladi wo yaha sweta didi ko milane aa gaya. Rohan sweta didi ko jaan se jada pyar karta hai.

Rohan sweta didi ko khush rakenga.aap bas haa kar do.

Aapko ek aur bat batata hu, rohan ke pita ka kapado ka business hai.shahar me bahot bada karobar hai rohan ke family ka. bade log hai wo. sweta didi vaha khush rahengi. didi raaj karegi vaha par.
Yeh mast kahani Desibees pe padh rahe .
main ne pir thodi kal vali bat ,jis me sweta didi rohan ki yaad me ro rahi thi. Pir sahar vali bat,kaise un dono ko pyar hua.aur kuch apni taraf se nayi bate jod kar main ne bua ko sochne par mazboor kar diya.

pooja bua-ye sab to tik hai. Par agar kuch hua to is sab ke liye tum zimmedar rahoge.agar bad me unko sweta pasand nahi aayi to ,rohan ke pita ne shadi se manaa kiya to

Avi-bas itni bat,ham aisa karte hai kal rohan ke ghar jakar uski family se bat karte hai. Agar unko didi pasand aayi to tik hai nahi to didi ko rohan ko bhulne ko kah denge.

Pooja bua-haa ,ye tik rahega

Avi- matlab aapki haa hai.

pooja bua-pahale muze rohan se kuch puchana hai.pir haa karungi.

Avi-haa,kyu nahi.

bua aur main hall me vapas aa gaye.

pooja bua-tumara naam kya hai.

rohan-rohan******

pooja bua-tumare ghar me khon khon hai

rohan-mere family me mere mummy papa ,meri bhabhi,mere bade bhai ki death ho gayi hai,mera dusara bhai sohan jo engineering kar raha hai.sohan muzse bada hai. uske bad main . aur meri badi bahan jo ham bhaiyo me badi hai wo apne pati ke sath dusare shahar me rahti hai.

pooja bua-tumare pita kya karte hai.

rohan-hamara kapado ka business hai.main bhi padai karne ke bad vahi dekunga .

pooja bua-tumare mata pita ko pata hai ki tum yaha aaye ho,kya unko sweta ke bareme pata hai kya wo maan jayenge

rohan-haa,wo sab sweta se mil chuke hai.par mummy papa ko hamare pyar ke bareme pata nahi hai. Wo bas ham dono ko friend samajte hai.par bhabhi aur sohan ko sweta aur mere bareme sab kuch pata hai.bhabhi mummy papa ko manaa lengi.

pooja bua-tik hai. main ek bar tumare ghar aakar tumare mata pita se milana chahati hu

rohan- aap jab kahogi tab mil lijiye

pooja bua-main kal hi milana chahti hu

rohan-tik hai , main bhabhi ko call karke bata deta hu ki ham kal aa rahe hai

pooja bua-Avi tum aaj rohan ke sath raj ke kamare me so jana

Avi-ji bua

hamari bate sunkar sweta didi aur sital apne kamre se bahar aa gayi.

pooja bua-sweta ,rohan aaj vahi rukhenga

ye sunkar sweta didi pooja bua ke gale lag gayi.

main ne rohan ke kaan me kaha. tumari to nikal padi

rohan-ye sab tumare vajase hua hai.thanks

Free Savita Bhabhi &Velamma Comics @
Reply


Messages In This Thread
RE: Main , Meri Family Aur Mera Gaon (Part -02) - by desiaks - 09-05-2016, 11:54 AM

Possibly Related Threads…
Thread Author Replies Views Last Post
  Raj sharma stories चूतो का मेला sexstories 201 3,547,048 02-09-2024, 12:46 PM
Last Post: lovelylover
  Mera Nikah Meri Kajin Ke Saath desiaks 61 549,603 12-09-2023, 01:46 PM
Last Post: aamirhydkhan
Thumbs Up Desi Porn Stories नेहा और उसका शैतान दिमाग desiaks 94 1,251,957 11-29-2023, 07:42 AM
Last Post: Ranu
Star Antarvasna xi - झूठी शादी और सच्ची हवस desiaks 54 946,473 11-13-2023, 03:20 PM
Last Post: Harish68
Thumbs Up Hindi Antarvasna - एक कायर भाई desiaks 134 1,680,839 11-12-2023, 02:58 PM
Last Post: Harish68
Star Maa Sex Kahani मॉम की परीक्षा में पास desiaks 133 2,103,213 10-16-2023, 02:05 AM
Last Post: Gandkadeewana
Thumbs Up Maa Sex Story आग्याकारी माँ desiaks 156 2,989,533 10-15-2023, 05:39 PM
Last Post: Gandkadeewana
Star Hindi Porn Stories हाय रे ज़ालिम sexstories 932 14,182,743 10-14-2023, 04:20 PM
Last Post: Gandkadeewana
Lightbulb Vasna Sex Kahani घरेलू चुते और मोटे लंड desiaks 112 4,079,017 10-14-2023, 04:03 PM
Last Post: Gandkadeewana
  पड़ोस वाले अंकल ने मेरे सामने मेरी कुवारी desiaks 7 289,347 10-14-2023, 03:59 PM
Last Post: Gandkadeewana



Users browsing this thread: 1 Guest(s)