Main , Meri Family Aur Mera Gaon (Part -02)
09-05-2016, 11:27 AM,
#59
RE: Main , Meri Family Aur Mera Gaon (Part -02)
Main mala ke bareme sochne laga.mala mere sath aisa kaise kar sakati hai. Main ne kabi socha bhi nahi tha ki mala muze bina bataye yaha se chali jayengi.

Riya ne kaha ki mala ka ghar usne matlab uski family ne kharid liya hai. Iska matlab mala hamesha ke liye ye gaon chod kar chali gayi.

Mala ko jana tha to ja sakati thi par ek bar mere sath bat to karti ,muzse milkar to ja sakati thi.

Mala ne pahale muze pyar ka ahasas karaya. Pir mandir me mere pyar ko apnane se manaa kiya pir kal raat mere sath pyar kiya aur ab pir se pyar ko tukara kar chali gayi.

Mala tum ne mere sath aisa kyu kiya. Ek bar to muz milkar ja sakati thi. Main tume batane vala tha ki chachi hamari shadi karne ko tayyar hai .

Mala ye tum ne kya kiya. Is tara kal mere sath pyar kyu kiya. Main to tume bhulne vala tha par kal jo tumne mere sath pyar kiya uske bad main tume kaise bhul sakata hu.

Mala bas ek bar to muze mil leti. Bas ek bar...

Aise hi mala ke bareme me sochate huye main apne ghar aa gaya.ghar me aate hi main apne kamre aakar baite gaya.aur pir mala ke bareme sochne laga.

Main mala ke bareme soch raha tha ki choti chachi mere kamre me aa gayi. Aur aate hi muze gale laga liya.

Choti chachi ke gale lagate hi mere ankhoin se pani nikalne laga. Main rone laga. choti chachi ne bhi muze rone diya. Thodi der bad choti chachi ne meri ankhoin par kiss kiya aur mere ankhoin se pani nikalna band hua.

C Chachi-Avi muze mala bareme sab bata do. tumare aur mala bich aaj kya bate huyi.

chachi ko kaise pata ki main mala ke vajase ro raha hu. main chachi ki taraf dekne laga

C Chachi-muze pata hai mala hamesha ke liye gaon chod kar chali gayi.

main pir choti chachi ki taraf sawaliya najaro se dekne laga.

C Chachi-main ne mala aur uske mata pita ko bus stop par deka tha. pir main ne pata ki to pata chala ki wo hamesha ke liye gaon chod kar ja rahe hai.ab bata mala ke sath tumari kya bate huyi aur tum ro kyu rahe the.

Avi-chachi,mala bina muzse mile gaon chod kar chali gayi.

C Chachi-bas itni si bat ke liye tum ro rahe the

Avi-agar ye itni si bat hoti to main kabi nahi rota

C Chachi-pir bata kya bat hai

Avi-main ne chachi ko kal mala ke sath jo kiya uske bareme bata diya.

Choti Chachi ne meri bat sunkar muze pir se gale laga liya.

C Chachi-( Avi tum ne kya kiya .main ne tume mala ko bhul jane ko kaha tha aur tum ne pir se mala ke sath pyar kiya. uske sath chudai ki.

Avi tume ye chudai nahi karni chaiye thi. ab tum mala ko bhul nahi sakate.mala ko bhula dena tumare liye aasan nahi hoga.

ye kya kiya Avi tum ne, mala tum ne Avi ke sath tik nahi kiya.chudai karne ke bad na to mala apni jindagi tik se ji payegi aur na Avi.

meena kuch soch nahi to Avi mala ke pyar me pagal ho jayenga.kahi Avi devdas na ban jaye. meena kuch soch )

C Chachi-Avi tume pata hai main mala se bus stop par mili thi.

chachi ki bat sunte hi main chachi se alag ho gaya.

C Chachi-main ne mala ke sath bus stop par bat bhi
ki.

Avi-kya kaha mala ne,kya mere bareme pucha,kya wo dubara yaha aane vali hai.kya usne mere liye kohi massage choda hai.

C Chachi-Avi,mala ke sath jo meri bat huyi thi wo main tume bata nahi sakati .

Avi-aisi kya bat huyi ,jo aap muze bata nahi sakati.

C Chachi-tum wo bat sun nahi payoge.

Avi-chachi,aap paheliya mat buzaiye,batai mala ne kya kaha tha.

C Chachi-tik hai main batati hu.

choti chachi aur mala ki bate-

C Chachi-main ne mala ko bus stop par deka ,wo apne mata pita ke sath saman lekar bus ka intazar kar rahi thi. muze laga ki wo kahi bahar ja rahi thi. to socha chalo mala se tumare bareme bat karu. is liye main bus stop par chali gayi. mala ke mata pita kisi yor ke sath bate kar rahe the. mala akeli saman ke pass khadi thi. main mala ke pass chali gayi.mala muze apne samane dek kar shocked ho gayi.

C Chachi-tum mala ho na

mala-haa,aur aap Avi ki chachi

C Chachi-tum kahi ja rahi ho

mala-haa,main apne mama ke ghar ja rahi hu.hamesha ke liye

C Chachi-hamesha ke liye

mala-haa,main hamesha ke liye ye gaon chod kar ja rahi hu.

C Chachi-kya Avi ko pata hai,ki tum gaon chod kar ja rahi ho.

mala-to aapko Avi ne sab bata diya.

C Chachi-haa,

mala-pir to ye acha hua,kam se kam us pagal ne ek samajdari ka kaam to kiya

C Chachi-tum pagal kise kah rahi ho

mala-Avi ko,aur kyu na kahu ,wo ek number ka madarchod jo hai

C Chachi-jaban samal kar bat karo.tum ye mat bhulo ki tum bhi us se pyar karti ho

mala-pyar ,wo bhi Avi se ye aap soch bhi kaise sakati hai.main itni bhi bevkuf nahi hu ki Avi jaise chhutiya ke sath pyar karu

C Chachi-pir mandir me tum ne Avi ko jo kaha tha wo kya tha

mala-wo to ek natak tha

C Chachi-wo natak tha to pir tum ne Avi ko khana kyu khilaya.

mala-bhikari ko khana khilana to mera kaam hai. main to har bhikari ko khana khilati hu to kya main sab ke sath pyar karti firu.

C Chachi-Avi ne tume barbad hone se bachaya tha,uske badale me tum use bhikari bol rahi ho

mala-main khud chudai karna chahati thi. par us madarchod ke vajase meri choot pyassi rah gayi. par kohi bat nahi kal main ne usi madarchod ko 2 thappad mar kar uske sath chudai kar li.aur apni 2 mahine ki pyass buza di.

C Chachi-khabardar jo dubara Avi gali di to

mala-Avi ko kya main to tumko bhi gali dungi. vaise tu hai ek number ki randi ,jo itne dino ke bad maa ban rahi hai. pata nahi kitno ke sath muh kaala karke maa bani hogi. tume khud pata nahi hoga ki tumare hone vale bache ka baap khon hai.

C Chachi-main mala ko iska jawab de sakati thi par main tumari vajase chup rahi. deka jo ladki tume galiya de sakati,tumari maa ko galiya de sakati hai,tumare bete ko harami bol sakati hai tum uske liye ro rahe ho,tum uske sath pyar karte ho.

ab tum khud socho ki tume mala chaiye ya apni chachi.

Avi-muze chachi ki bate sunkar jordar zataka laga. Main ne kabi socha bhi nahi tha ki mala aisi nikalengi.main aisi ladki ke sath pyar karane laga tha jo muze bhikari samajti hai,muze galiya deti hai. meri maa jaisi chachi ko gali deti hai.main ne mala ko kya samaja aur mala kya nikali. main mala ko kabi maf nahi karunga.mala main tum se nafarat karta hu nafarat

aur main Choti Chachi ki gale lag gaya.

Avi-chachi aap sahi kahati thi ki mala mere liye sahi ladki nahi hai. main ne mala se pyar karke sab se badi galati ki."main aaj ke bad kisi ke sath pyar nahi karunga"

C Chachi-(ye kya Avi to kisi ke sath bhi pyar na karne ki kasam kha raha hai. is samay yahi tik hai bad me main Avi ko samaja dungi.) chal ab rona band kar aur mala ko bhul jav.aur apni jindagi ki nayi suruvat karo,aur muze pahale jaisa mera beta vapas chaiye.Yeh mast kahani Desibees pe padh rahe .

Avi-kal se kya aaj se main mala ko hamesha ke liye bhul jaunga.aur aapko pahale jaisa Avi vapas mil jayenga.

C Chachi- ab tume aaram karna chaiye. tum aaram karo main chalati hu.

Choti chachi mere kamre se bahar chali gayi.aur main so gaya.

C Chachi-( Avi muze maf karna. Main ne tum se zut kaha,main ne sirf mala ko bus stop par deka tha. Main mala ke pass jati tab tak mala bus me baitkar chali gayi thi.

Tum ne jo kal mala ke sath kiya uske bad tum mala ko bhul nahi pate .mala ne tumare sath chudai karke acha nahi kiya.

Tum dono ko chudai karke kuch pal bhar ki khushi to mil gayi par mala ke jane se jindagi bhar gum bhi rahenga. Na mala udar khush rah payegi aur na idar tum,

Tum dono jindagi bhar apne pahale pyar ko yaad karke rote rahoge.

Mala to 2 saal ke bad shadi karke tum ko kuch hadh tak bhul jayengi.par tum kya karte ,mala ki yaad me apni jindagi devdas ban kar nikaal dete.

Main tume mala ki yaad me marta hua kaise dekti,is liye main ne mala ko tumare najaro me bura bana diya.jis se tum jaladi se mala ko bhula kar pir se masti vali jindagi jio.

Agar mala tumare jindagi me dubara vapas aa gayi to main tume sab sach sach bata dungi.aur pir se mala ko tumare najaro me achi ladki bana dungi.

Muze maf karna Avi,mere pass iske siwa dusara rasta nahi tha. Main tume har pal marte huye nahi dek pati. Muze maf kar dena)

Free Savita Bhabhi &Velamma Comics @
Reply


Messages In This Thread
RE: Main , Meri Family Aur Mera Gaon (Part -02) - by desiaks - 09-05-2016, 11:27 AM

Possibly Related Threads…
Thread Author Replies Views Last Post
  Raj sharma stories चूतो का मेला sexstories 201 3,544,485 02-09-2024, 12:46 PM
Last Post: lovelylover
  Mera Nikah Meri Kajin Ke Saath desiaks 61 549,338 12-09-2023, 01:46 PM
Last Post: aamirhydkhan
Thumbs Up Desi Porn Stories नेहा और उसका शैतान दिमाग desiaks 94 1,250,803 11-29-2023, 07:42 AM
Last Post: Ranu
Star Antarvasna xi - झूठी शादी और सच्ची हवस desiaks 54 945,607 11-13-2023, 03:20 PM
Last Post: Harish68
Thumbs Up Hindi Antarvasna - एक कायर भाई desiaks 134 1,679,338 11-12-2023, 02:58 PM
Last Post: Harish68
Star Maa Sex Kahani मॉम की परीक्षा में पास desiaks 133 2,102,082 10-16-2023, 02:05 AM
Last Post: Gandkadeewana
Thumbs Up Maa Sex Story आग्याकारी माँ desiaks 156 2,987,312 10-15-2023, 05:39 PM
Last Post: Gandkadeewana
Star Hindi Porn Stories हाय रे ज़ालिम sexstories 932 14,176,316 10-14-2023, 04:20 PM
Last Post: Gandkadeewana
Lightbulb Vasna Sex Kahani घरेलू चुते और मोटे लंड desiaks 112 4,076,655 10-14-2023, 04:03 PM
Last Post: Gandkadeewana
  पड़ोस वाले अंकल ने मेरे सामने मेरी कुवारी desiaks 7 289,096 10-14-2023, 03:59 PM
Last Post: Gandkadeewana



Users browsing this thread: 2 Guest(s)